MENU

Search This Site

Friday 17 June 2011

Hussain ha Hussain ha Nabi ka Noorain Ha by Nusrat Fatah Ali




Lyrics :

Deen ast hussain deen panah ast hussain
sardad nadad dar daste yazeed
hata ke bina la ila ast hussain

libas ha phata hua
ghubar mein ata hua
tamam jism nazni chida huwa kata huwa
yeh kon zee waqar haa....
bala ka shah sawar ha....

ye ha hazaar qatilon ke saamne data huwa
yeh dil yaqeen hussain ha nabi ka noorain ha
hussain ha hussain ha nabi ka noorain ha

yeh kon haqparast ha maye razay mast ha
ke jis ke saamne koi buland ha na past ha


udhar hazaar ghat ha...
magar ajeeb baat ha...
ye ek se hazaar ka hosla shikast ha

yeh dil yaqeen hussain ha nabi ka noorain ha
hussain ha hussain

hussain jis ke saada la ilaha ilallah
hussain jis ke aada la ilaha ilallah
hussain jis ke sana la ilaha ilallah
hussain jis ke duwa la ilaha ilallah
hussain ha hussain nabi ka noorain ha

jo dhakti aag ke sholon pe sooya wo hussain
jis ne apne khoon se alam ko dhoya wo hussain
jo jawan bete ki mayat pe na roya wo hussain
jis ne sub kuch kho ke phir beh kuch na khoya wo hussain
hussain ha hussain ha

Rasme ushak yahi ha ke wafa karte hain ...
ya ni her haal mein haq apna ada karte hain ...
hosla hazrat shabbir ka allah allah
sir juda hota ha aur shukare khuda karte hain
hussain ha hussain ha

jila wadi mein farq ha bada hi gair mard ha
ke jis ke dabdabe se rang dushmano ka zard ha
habib mustafa ha ye...
mujahid -e- khuda ha ye...
jabhi tu iske samne ye fooj gard bard ha
ye dil yaqeen hussain ha
nabi ka noorain hai
hussain ha hussain ha ......

Search This Site