MENU

Search This Site

Friday 17 June 2011

Hussain ha Hussain ha Nabi ka Noorain Ha by Nusrat Fatah Ali




Lyrics :

Deen ast hussain deen panah ast hussain
sardad nadad dar daste yazeed
hata ke bina la ila ast hussain

libas ha phata hua
ghubar mein ata hua
tamam jism nazni chida huwa kata huwa
yeh kon zee waqar haa....
bala ka shah sawar ha....

ye ha hazaar qatilon ke saamne data huwa
yeh dil yaqeen hussain ha nabi ka noorain ha
hussain ha hussain ha nabi ka noorain ha

yeh kon haqparast ha maye razay mast ha
ke jis ke saamne koi buland ha na past ha


udhar hazaar ghat ha...
magar ajeeb baat ha...
ye ek se hazaar ka hosla shikast ha

yeh dil yaqeen hussain ha nabi ka noorain ha
hussain ha hussain

hussain jis ke saada la ilaha ilallah
hussain jis ke aada la ilaha ilallah
hussain jis ke sana la ilaha ilallah
hussain jis ke duwa la ilaha ilallah
hussain ha hussain nabi ka noorain ha

jo dhakti aag ke sholon pe sooya wo hussain
jis ne apne khoon se alam ko dhoya wo hussain
jo jawan bete ki mayat pe na roya wo hussain
jis ne sub kuch kho ke phir beh kuch na khoya wo hussain
hussain ha hussain ha

Rasme ushak yahi ha ke wafa karte hain ...
ya ni her haal mein haq apna ada karte hain ...
hosla hazrat shabbir ka allah allah
sir juda hota ha aur shukare khuda karte hain
hussain ha hussain ha

jila wadi mein farq ha bada hi gair mard ha
ke jis ke dabdabe se rang dushmano ka zard ha
habib mustafa ha ye...
mujahid -e- khuda ha ye...
jabhi tu iske samne ye fooj gard bard ha
ye dil yaqeen hussain ha
nabi ka noorain hai
hussain ha hussain ha ......

Sunday 1 May 2011

Ya Hayyu Ya Qayum by Nusrat Fateh Ali Khan

If you are looking for hamd in qawwali then this one by Nusrat Fateh Ali Ya Hayyu Ya Qayum a great one which is much better then others . 




Lyrics :


ya Hayyo ya Qayum

ya Hayyo ya Qayum

ya Raheem o ya Rahman Allah

ya Adil o ya Tayyab Allah

ya Hafiz o ya Sattar Allah

ya Wahid o ya Ghaffar Allah

ya Malik o ya Razzak Allah

tu Khaliq o her Khallaq Allah

her raaz tujhe maloom

Ya Hayyo ya Qayyum


be misal ha tu Laraib Allah

dunya pe ha tu be aib Allah


tu zeest ka ha unwaan Allah

tu zakir ha her udwan Allah


teri zaat ha Azzawajal Allah

tu her mushkil ka hal Allah

her seemt hai teri dhoom

ya Hayyo ya Qayyum

Rahmet ki negahoon ka ishara mangoo

dunya se koi na she Khudara mangoo

dunya ki he mojood sahare ha faraib

Allah se Allah ka Sahara mango

mansab ki karo chah na sarwat mango

tum Ahle muhabbat ho muhabbat mango


her haal mein thame hoy daman raza

Allah se Allah ki rahmet mango


ker dil ko adado se dawami yaRab

her saans ho rahmet ki payami yaRab

horang shaheedi ki hajat nahi mujhko

kafi hai Muhammad (A.S) ki ghulami ya Rab

Wednesday 2 March 2011

Al-Madad Ya Ghouse Azam Dastagir by Rahet Fateh Ali

The great one by Rahet Fateh Ali Khan in Coke studio Al-madad ya Ghouse Azam Dastagir which is amazing you will love it and can not forget this is best one .





Part 2

Monday 21 February 2011

Search This Site